Monday, May 25, 2009

Jalwa-e-Jaanan - Hazrat Daag Dehalvi





Kya zauq hai,kya shauq hai sau marataba dekhun,
Phir bhi ye kahoon jalwa-e-jaanan nahin dekha.

Kya poochte ho, kaun hai? ye kis ki hai shohrat,
Kya tumne kabhi 'daag' ka deewan nahin dekha.

-Hazrat Daag Dehalvi

No comments:

Post a Comment